HomeRules Contact

Bewafaa Shayari

pyar me aakhe zuban hoti hai
sachii baat to bezuban rehti hai
pyar mein dard mile to kaisa ghabrana
suna hai dard se pyar jawan hoti hai
aapke dilmein kya hai bata dijiye
yu khamosh rehkar na satiye

Tum bhi jano mein bhi janu
lahere aati hai jati hai
phir kyu likha naam mera kinare par
tum bhi jano mein bhi janu

dil na milte to mulakat aduri rehti
baat to hoti magar baat adhuri rehti
shukriya tera tere aanese ronak to badhi
nahi to yeh mehfil ek jasbat aduri rehti
tune apne daman mein chupaye mere aasu
nahi to akho ki barsaat adhuri rehti
ZINDAGI TO BEWAFA HAI EK DIN THUKRAYEGI MAUT HI EK SACCHI MEHBOOBA HAI( baki sab bakwaas) EK DIN ZAROOR AAYEGI
Yeh Bhi Aadab Hamare Hain,
Tumhain Kya Malum Hum Tumhain Jeet Ke Harey Hain, Tumhain Kya Malum
Ek Tum Ho Ke Samajhte Nahi Hum Ko Apna
Ek Hum Hain Ke Tumhare Hain, Tumhain Kya Maalum

Dil Ko Manana aGar Hota Aaasaaan
Na Karta Kisi Ko Yoon Ye Pareshaan
Tanha Na Rahta Bhari Mehfil Main
Na Hoti Woh Halat Jo Ho Na Bayaan


Jab Dour Ho To Mera,
Tasavvur Na Chorna Aye Dost!!!
Dil Lagane Se Pehle Ye Sonch
le Mushkil Bahut Hai,
Rishton Ki Zanjeerain hain Torna

main shayar to nahi….
magar ae haseen…
jab se dekha.. maine tujhko
mojhko shayari aa gayi
log kaato se bachkar chalte hai aur hum
hai jinhone phulose chot khaye hai

phool khilte nahi
khusboo unhe khilati hai
ladke bigadte nahi
ladkiya bigadti hai

ZINDAGI TO BEWAFA HAI
EK DIN THUKRAYEGI
MAUT HI EK SACCHI MEHBOOBA HAI
EK DIN ZAROOR AAYEGI

Thanks to Neha for sending us this wonderful collection

· ·

138 Responses to “Bewafaa Shayari”

Pages: [4] 3 2 1 » Show All

  1. 138 assam Says:

    chalo juda ho jaye,is se phele beewafa ho jaye
    app to man gaye pater se moti,na jaane hum kal kya se kya ho jaye,kar te nahi hum bandigi par kar ni par ti hai jab ko insaan kuda ho jaye

  2. 137 Anonymous Says:

    chalo juda ho jaye , is se phele bewaafa hojaye
    app to patar se moti ho gaye, hum na jaane kal kya se kay ho jaye,bandigi hum kar nahi magar karni par thi hai jab koi insaan se kuda ho jaye

  3. 136 AMOL B Says:

    AAG JO DIL ME LAGI HAI
    DUNIYA ME LAGA DUNGA
    TERI DOLI UTHEGI JAHA
    JAMANE KO JALA DUNGA

  4. 135 nafrat Says:

    Tum hii Socho Zara…Keyo Na Rooko Tumhe
    Jaan Jaatii Hay Jab…Utth Ke Jaate Ho Tum…
    Tumko Apni Qasam Jaan-e-Jaan
    Baat Itni Meri Maan Loo..
    Aaj Jaane Kiii Zid Na Karo ..meriiii jaaaaaaaaaaaaaaaaaan

    nafrat…

  5. 134 nafrat Says:

    Har Farz Dostii Ka Ada Kaun Kare ga

    Ham Nahon ge To Dostii Kaun Kare ga

    Aey Khuda Mare Doston Ko Salamat Rakhna

    Warna Mari Shadi Me Dance Kaun Kare ga! hahahahaha

    Love Nahi To Life Nahii..! life nahii to ham nahii..ham nahii to zindgii nahii. zindgii nahii to tum nahii..tum nahii to koch bii naii

    nafrat…

  6. 133 nafrat Says:

    jo gila kiya hay tum se to samaj ke tumko apna,
    kisi gair se shikayat kabii thii na hay na hogiii
    ye karam hay dosto ka ke wo keh rahe hein sab se..
    ke nafrat se inayat kabii thii na hay na hogii

    nafrat…

  7. 132 nafrat Says:

    ~*~Tum Roth Jao Mujse~*~
    ~*~Aisa Kabii Na Kárna~*~

    ~*~Main Ek Nazar Ko Tarsoon~*~
    ~*~Aisa Kabii Na Karna~*~

    ~*~Main Pooch Pooch Haroon~*~
    ~*~So So Sawal Kar K~*~

    ~*~Tum Koch Jawab Na Do~*~
    ~*~Aisa Kabi Na Karna~*~

    ~*~Mujhse Hi Mil K Hansna~*~
    ~*~Mujhse Hi Mil K Rona~*~

    ~*~Mujhse Bichar K Jee Lo~*~
    ~*~Aisa Kabi Na Karna~*~

    ~*~Tum Chand Ban K Rehna~*~
    ~*~Main Dekhta Rahoon Ga~*~

    ~*~Kisi Roz Tum Na Niklo~*~
    ~*~Aisa Kabi Na Karna~*~

    ~*~Tum Chale Jao Jab Bhi~*~
    ~*~To Dekhoon Tumhara Rasta~*~

    ~*~Tum Loat K Na Aao~*~
    ~*~Aisa Kabi Na Karna~*~… …Nafrat..

  8. 131 vipul patel Says:

    badi muddat se chaha hai tujhe,badi duaose paya hai tujhe
    tujhe bhulne ka sochu bhi to kaise kismat ki lakiro se churaya hai tujhe

  9. 130 Gaurav Says:

    Neha

    I read your Shayari. It think that you are in really love and you experince it deeply.

    I pray to god that you give us more Shayari

  10. 129 amit Says:

    yaaro ke gam me mili to pe gaye .
    pyaar ne gum diya to pe gaye…

    pine ki aadat nahi thi hume……..
    par gamo ki khushi me mili to pe gaye …….

  11. 128 karan Says:

    phela pyaar us gile kagaz ki tarah hota hai jis par
    agla kuch na likha jaa sakta hai na pichla kuch padha
    jaa sakta hai

  12. 127 jayesh Says:

    Dear LOkesh,

    U have written this shayari excellent.

  13. 126 Imran Says:

    Geele kagaz ki tarah hai zindagi apni,
    Koi jalata bhi nahi koi bahata bhi nahi,
    Is kadar akele hai dilki raho mei,
    Koi satata bhi nahi , Koi manata bhi nahi….

  14. 125 Lokesh Says:

    Bhulana aapko aasan na hoga jo bhule aapko woh nadan hoga
    aap to baste ho ruh me hamari aap hame na bhoole ye aapka ehsaan hoga

  15. 124 sadiq khan Says:

    main to koch kahna nahi chahta ha itna kahonga ke jis ne bi ye shayri likhi hay usay hum apna dost bananay ke muntazar hay

  16. 123 karan Says:

    peei hai sharab har gali
    sey har dukan sey
    guzrae hai mohbat main kuch aise mukam
    sey ki ek mohabat si hoo gayi hai Royal stag key
    Naam sey

  17. 122 karan Says:

    kya baat hai Eshlay .you write amazing

  18. 121 Deepak and Brijesh Says:

    Mat Muskurao itna,

    ke phoolon ko khabar lag jaye,

    Ke kare woh tumhari Tareef,

    Aur tumhe nazar lag jaye।
    Thanks
    Deepak

Pages: [4] 3 2 1 » Show All

Leave a Reply