HomeRules Contact

Funny SMS for Friends (Hindi/Urdu)

Humne jab kabhi khushi mehsoos ki, Her kadam pe aapki kami mahsoos ki,Door rehkar bhi aapki dosti kam na hoi, ya baat humne Dil se mahsoos ki..

Duniya main 3 chezee kabhi bhi aa sakti hai …paisa… …mout… …aur… … aur… …aur… mera SMS..

Dost 1 sahil hai tufan k liye Dost 1 ayina hay armano liye Dost 1 mahfil hai anjano k liye Dost 1 kwahish hai aap jaise dost paane k liye.

D se Dosti, D se Dil, D se Dard, D se Dillagi, D se Dewangi per D se itna bhi Dur na ho jana ki S se SMS our C se call bhi na kar sako…

Dosti achi ho tu rang lati hai, Dosti gehri ho tu sabki bhati hai, Dosti nadan ho tu toot jati hay, per dost hamse ho tu itihass ban jati hai…

Promise me v r true frindz, i’m lamp ur lite, i’m coke ur sprite, i’m saawan u r baadal, i’m normal ur pagal. ha ha ha

Sabse intelligent koun: TUM , sabse smart koun: TUM sabse storng koun: TUM in sab me TUM se zeyada koun: HUM lakin dunia me sabse acha dost kaun: HUM TUM

Na chahat hai sitaron ki, Na tamana hay nazaroon ki, Aap jaoisa ek dost mila tu kya zarorat hay hazaron ki..

Umid aise ho jo jeeny ko majbor kare, raah aisi ho jo chanle ko majbur kare. mahak kum na ho kabhi apni dosti ki, dosti aisi ho jo milne ko majbur kare..

Ya dil pyar ke qabil na raha, Koi bhi izhar ke qabil na raha,Is dil main bas gayi dosti aapki ab tu chand bhi deedar ke kabil na raha!kal ho na ho..aj tu hai…aaj ho na ho…ya pel tu hay..ya pal ho na ho..hum tu hian…hum ho na ho..humari dosti tu hay…

Aey mere SMS mere dost ke pass jana.. ager wo so rahi ho tu shor mat machana, jab wo jage tu dheere say MUSKURANA phir khana KUNJUS sms karoo!

Are o friendwa, tohar smswa ka intejar ma hum mubilewa hath me liye 1 ghantae se baitha hun.Tanik idhar bhi dhayan dai diyo our ekad msgwa bhijwai do..Tohara Dost..

jani wo pyar hi kya jisme JUDAI na ho, wo ishq hi kya jis me LADAI na ho, wo dil hi kya jisme DARD na ho, aur wo MOBILE hi kya jisme aap ka SMS na ho..

Dua kerte hai hum KHUDA se! Aye KHUDA humara pyara apni manzil paye! uski raho me andhera aaye.. To roshni k liye humay jalaye!

Kya mamu apun ki yaad vaad nahi aa reli kya? kya apun hi tere ko aisa jhakas msg bhejta rehenga kya? bolo to tu bhi ek-do repchik msg chipka dal!!

Pathar se dosti, Jan ko khatra.Pathan se dosti, Demagh ko khatra. Daru say dosti,LIver ko khatra.Hum say dosti, rat be rat SMS ka khatra!!

·

579 Comments/Shayaris on “Funny SMS for Friends (Hindi/Urdu)”

Pages: « 12 3 4 5 6 7 8 9 10 [11] 12 » Show All

  1. 501 Anonymous Says:

    Humin har dour ki gardish ne salami di
    hum wo pather hain jo har dour main bhari nikle
    kartey the mere dard pe tana zani bahut
    sar pe pari tu un ke bhi kasbal nikle gai

  2. 502 arabian princess Says:

    Tum banke dost aise aye zindagi me,
    Ke hum ye zamana hi bhool gaye,
    Tumhe yaad aye na aye hamari kabhi,
    Par hum to tumhe bhulana hi bhool gaye

  3. 503 muskaan Says:

    Dil se dil badi mushkil se milta hai
    tufan mein dost badi mushkil se milta hai
    yu to milta hi hazaro is duniya mein
    par ek sacha dost badi mushkil se milta hai.

  4. 504 jannu Says:

    us k chahray ka tabasum rahy kayam ya rab……
    us ki zindage mai khoshion ka basera ker day…
    tu merey karb ki raton ko baly khatm na ker….
    os ki her sham k akhir mai sawera ker day……
    os k dil k kise koney mai jaga day muj ko……
    os ki ankhon ko meray sapno say kheeera ker day
    ya mere dua ha mola sun lay………………..
    sare doniya say chupa ker osay mera ker day….

  5. 505 Kute Rehaan Says:

    Jahan ki Qurbat mein sukun nahi ayega,
    Gam-e-tohin se kubul nahi Payega,
    maklul ki fitrat hai ye kafir,
    Dimag fat jayega magar ye sher samjh nahi ayega….

  6. 506 junaid jamshed Says:

    Humne jab kabhi khushi mehsoos ki, Her kadam pe aapki kami mahsoos ki,Door rehkar bhi aapki dosti kam na hoi, ya baat humne Dil se mahsoos ki..

  7. 507 Anonymous Says:

    khuli jo aankhen manzar ajeeb tha
    dard tha magar wo dil ke kareeb tha
    jinhe hum dhondte the hathon ki lakeeron main
    pata chala wo kisi aur ka naseeb tha

  8. 508 hasnain raza Says:

    sabse pehle ghusl phir taharat ho,phir uske baad nooton ki zyarat ho,par usse pehle aap sabhi logon ko,humari taraf se eid bahoot bahoot mubarak ho.

  9. 509 nazir Says:

    koi ehad bhi usko yad nahi…
    koi bat bhi usko yad nahi…
    eik shakhs ne usko chaha tha…
    wo zaat b usko yad nahi…
    jab shab ki bijli chamki thi…
    aur badal toot ke barsa tha…
    ham dhono jes may bhege thay…
    wo barsat b usko yad nahi…
    wo sahil,daria,phool,hawa…
    wo wada sath nebhane ka…
    aur shab bhar CHAND ko deka tha…
    wo rat b usko yad nahi…
    wo kehta tha may suntha tha…
    may kehta tha wo sontha tha…
    un lakon batoon may koi it bat b usko yad nahi…

  10. 510 Anonymous Says:

    mai ne pocha kaisy ho …..
    badlay ho ya waisay ho ….
    roop wohi andaz wohi…..
    ya phir is mai koi kami ………..
    hijr ka kuch ahsas tu ho ga…
    koi tumhary pas tu ho ga…….
    mai ne kaha ya majbore thi…..
    kab manzor mujay ya dore thi……..
    sath hamara kab chota ha…
    rooh ka rishta kab tota ha……
    ankh say jo ansoo behtay hain.
    tum ko khabr ha kia kahtay hain ….
    mai nay kaha awaz tumhare.
    aj b ha hum raz hamare.
    phol wafa k khil jain gay……..
    ik din hum phir mil jain gay…..

    us k chahray ka tabasum rahy kayam ya rab……
    us ki zindage mai khoshion ka basera ker day…
    tu merey karb ki raton ko baly khatm na ker….
    os ki her sham k akhir mai sawera ker day……
    os k dil k kise koney mai jaga day muj ko……
    os ki ankhon ko meray sapno say kheeera ker day
    ya mere dua ha mola sun lay………………..
    sare doniya say chupa ker osay mera ker day….

  11. 511 ali raza khan Says:

    Wo meri aankhon par jhuk kar kehti hai*main hoon*
    Uska saans mere honto ko chhu kar kehta hai*main hoon*
    Sooni dewaaron ki khamoshi,sargoshi mein kehti hai*main hoon*
    Hum ghayal hein sub kehte hein…
    Main bhi kehta hoon*main hoon*

  12. 512 Hafiz Najam Says:

    Apke cheray pe udassi
    Ankhun may nami hai,

    National namak istemal karo.
    apko ioden ki kami hai

  13. 513 Anonymous Says:

    Pathar se dosti, Jan ko khatra.Pathan se dosti, Demagh ko khatra. Daru say dosti,LIver ko khatra.Hum say dosti, rat be rat SMS ka khatra!!

  14. 514 mamta Says:

    tammana se nahi tanhai darte hai , pyar se nahi ruswai se darte hai. milne ki to bahut chahat hai. par milne ke baad judai se darte hai hum

  15. 515 Ram Says:

    Once a bihari went to an intervie. He was asked to pronoucne
    Institute, Aptitude, Magnitute and Substitute.

    He said,- inkichoot, apkichoot, makichoot and sabkichoot.

    Girl- Is dress ka price kya hai?
    Shopkeeper: Sirf 5 kiss.
    Girl- us dress ka?
    Shopkeeper: 10 kiss.
    Girl- Dono dress pack kardo, payment dadi degi.

    A man had just two hair on his head. So one hair said - we should marry and increase hair.Other replied -”No we can’t” Becoz Baal Vivah is strictly banned.

  16. 516 mirza zeshan Says:

    bay shaq kuch waqat ka intezaar mila hum ko,
    per sab say pyara dost mila hum ko,
    na rahe tamanna kisi jannat ki hame,
    ay dost ,teri dosti say wo pyar mila hum ko

  17. 517 wajid ali Says:

    us k chahray ka tabasum rahy kayam ya rab……
    us ki zindage mai khoshion ka basera ker day…
    tu merey karb ki raton ko baly khatm na ker….
    os ki her sham k akhir mai sawera ker day……
    os k dil k kise koney mai jaga day muj ko……
    os ki ankhon ko meray sapno say kheeera ker day
    ya mere dua ha mola sun lay………………..
    sare doniya say chupa ker osay mera ker day….

  18. 518 +919934076513 Says:

    Suna hai aapki ek muskan par hazaaro marte to kee smiling and reduce population..

  19. 519 shabbir ahmed Says:

    Hum na chaha hai tumhain tum na chaha kisee aur ko
    khuda kare tum jasay chaho wo chahai kisee aur ko

  20. 520 Khaleel Says:

    Ek sard hawa ka, jhonka tha ke kiya tha wo
    Meri rooh ko zakhm deta huwa jaraha thaw wo
    Main nahi janta tha kay maut kiya cheez hai
    Haan Shaeyed, wahi hawa ka sard sa jhonka hai
    Laga yoon kay maut agai, mujhe jab.
    khabar mili mujhe yun walid kay guzar janay ki jab.

  21. 521 Khaleel Says:

    Yoon hi nahi jantay thay kay zindagi kiya hai,
    unhi kay saye nay hame samjhaya kay zindagi kiya hai,

    Jab wahi saya na raha to kiya raha, zindagi sang.
    sakoon miliga shayad, maut kay sang.

  22. 522 skuh Says:

    Ek sard hawa ka, jhonka tha ke kiya tha wo
    Meri rooh ko zakhm deta huwa jaraha thaw wo

    Main nahi janta tha kay maut kiya cheez hai
    Haan Shaeyed, wahi hawa ka sard sa jhonka hai

    Laga yoon kay maut agai, mujhe jab.
    khabar mili mujhe yun walid kay guzar janay ki jab.

    Yoon hi nahi jantay thay kay zindagi kiya hai,
    unhi kay saye nay hame samjhaya kay zindagi kiya hai,

    Jab wahi saya na raha to kiya raha, zindagi sang.
    sakoon miliga shayad, maut kay sang.

  23. 523 Khaleel Says:

    Ek sard hawa ka, jhonka tha ke kiya tha wo
    Meri rooh ko zakhm deta huwa jaraha thaw wo

    Main nahi janta tha kay maut kiya cheez hai
    Haan Shaeyed, wahi hawa ka sard sa jhonka hai

    Laga yoon kay maut agai, mujhe jab.
    khabar mili mujhe yun walid kay guzar janay ki jab.

    Yoon hi nahi jantay thay kay zindagi kiya hai,
    unhi kay saye nay hame samjhaya kay zindagi kiya hai,

    Jab wahi saya na raha to kiya raha, zindagi sang.
    sakoon miliga shayad, maut kay sang.

  24. 524 abdul aziz Says:

    msg na karna msg na karna msg na karna msg na karna paise tum bachana par sms na karna hum bechte rahenge tum bas parhna hum tu hogey kangal par tum ho ameer:-)

  25. 525 Salahuddin Says:

    Bohat dino ki baat thi
    shabab per bahar thi
    fiza bhi khushgawar thi
    na jaane kioun machal para
    main apne ghar se chal para
    kisi ne mujh ko rok ker
    bari aada se tok ker
    kaha ke laut ayyee
    meri qasam na jayyee
    meri qasam na jayyee
    magar mujhe khabar na thi
    mahaul per nazar na thi
    na janey kioun machal para
    main apney ghar se chal para
    phir shehar se main aa gaya
    khayal tha ke paa gaya
    usey jo mujh se durr thi
    magar meri zaroor thi
    phir ik haseen shaam ko
    main chal para salam ko
    gali ka rang dekh ker
    naye tarang dekh ker
    mujhe bari khushi hui
    mujhe bari khushi hui
    main kuch isi khushi main tha
    kisi ne bahir jhank ker kaha
    paraye ghar se jayyee
    meri qasam na ayyee
    meri qasam na ayyee
    wohi haseen shaam hai
    bahar jis ka naam hai
    chala hoon ghar ko chor ker
    na janey jaoon ga kidhar
    koi nahin jo rok ker
    koi nahin jo tok ker
    kahay ke laut ayyee
    meri qasam na jayyee
    meri qasam na jayyee

  26. 526 ghulam abbas Says:

    Meray dard ki kahani meri hasraton sey poocho,
    Mein luta hoon kaisey meray doston sey poocho,
    Jo khuda tha meray dil ka,mera dil usi ney tora,
    Yeh ghamo ki sarhadon par mujhey kis ney la chora,
    Ussey mein ney kitna chaha dharkano sey poocho,
    Mein luta hoon kis tarah meray doston sey poocho,
    Yeh saza meray naseeb ney dee meri aashiqui ki,
    Diya jis ko dil ussi ney meray dil sey dillagi ki,
    Mein kahan kahan jala hoon meri hasraton sey poocho,
    Mein luta hoon kis tarah meray doston sey poocho.

    dil$ay

  27. 527 ghulam abbas Says:

    bohat roka dil ko, magar yeh khoo gya
    phir rafta rafta un sye pyar ho gya

    iss jhooti duniya main, jhooti ana k bhais main
    humein b koi mila, aur pyar ho gya

    hota raha shoor, aur uss shoor-o-ghul main
    ik bar un ko suna, aur pyar ho gya

    grajtay rahay baadal. barasta raha sawan
    barish ki pehli boond parhi, aur pyar ho gya

    rooz jeeta tha, main rooz marta tha
    aab k bar uss pye mara, aur pyar ho gya

    dil$ay

  28. 528 ghulam abbas Says:

    Ye Hadein na Tor dena, Mere Da’ire mai rehna,
    Mujhe apne Dil mai rakhna, Mere Haafze mai rehna

    Mera Bojh khood uthana, Mera Karb Aap sehna,
    Mere Zakhm Baant lena, Mere Rat-Jage mai rehna

    Mera Hukum khood sunana, Meri Mohr khood lagana,
    Mere Mashwarey mai hona, Mere Faisle mai rehna

    Kabi Manzilon ki surat Meri Dastaras se bahar,
    Kabi Sang-e-Mel ban ker Mere Raste mai rehna

    Mere Haath ki Lakeerein, Tera Naam ban k Chamke,
    Meri Khuahishon ki Khushbu, Mere Za’iche mai rehna

    dil$ay

  29. 529 ghulam abbas Says:

    Kisi Ki Chahat Par Jine Wale Hum Na The, Kisi Pe Mar Mitne Wale Hum Na The, Adat Si Pad Gayi Hai Tumhe Yaad Karne Ki, Varna Kisi Ko Yaad Karne Wale Hum Na The.

    dil$ay

  30. 530 ghulam abbas Says:

    aaj phir teri yaad ayi barish ko dekh kr dil pe zoor na raha apni be bsi ko dekh kr roye iss kadar teri yaad mein ai dost ….k barish b tham gyi meri barish ko dekh kr..

    dil$ay

  31. 531 ghulam abbas Says:

    ager kisi ko shaeri pasand aye tu mujy jatt.peyara par msg kar k bata dayna tak main pir kabi iss sit ka visat kar skon :) ok bye tc

  32. 532 ghulam abbas Says:

    Main Gia Tha Us Galee Mian Kaii Khuwahishain Pehan Kar,,Woh Jo Thin Bohat Shanasa,Inhi Khirkiyon Se Ab k,Kisi Rukh Ki Roshni Se Na Chiraag Koi Larza,Na Sitara Koi Chamka ,Dil e Muntazir Ki Janib,,Na Uthai Koi Chilman Kisi Dast Per Hina Nay,,Na Saba Ko Dastakon SeKoi Parda Sarsaraya,Kisi Khuwaab Se Ulajh Kar Na Hi Churiyaan Hi Chankin,Kisi Aankh Main Simat Kar Na Hi Chaand Muskuraya,Main Gia Tha Us Galee Main Kaii Khuwahishain Pehan Kar……..!!

    dil$ay

  33. 533 ghulam abbas Says:

    aik shakhs meray paas reh kar bhi samjhha nahi Mujhhay:( Aes baat ka malaal hai shikwa nahi Mujhhay …main aus ko bay wafaai ka ilzaam kaisay day doon :-”aus nay to Ibtada say hhi chaha naheen Mujhhay… pathhar samjh kar Mujh ko paon ki Nock par rakhh diya ..Afsos aus ki aankh nay parkhha nahi Mujhay ..Mujhh ko bhi kab Tehrna thha Paas aus kay ..Chalo achha howa Aus nay Bhi Roka nahi Mujhhay

    dil$ay

  34. 534 kashif Says:

    Jasbaate ishq naakaam naa hone denge,
    Dil ki duniya mein kabhi shaam naa hone denge,
    Dosti ka har ilzaam apne sar par le lenge,
    Par dost hum tumhe badnaam na hone denge !

    kashif ajk from abudhabi……….ok

  35. 535 kashif Says:

    tum bin gea gay khasay .sadiou sa lumbe ha ratha sadiou sa lamba din aag aag lot ki ya dil khar rah hi .tum bin gee gay khasay .

  36. 536 NEO Says:

    Bhol Kar Bhi Kisi Ko Na Rulaana,
    Zindagi Me Sab Ko Hasana,
    Dushman Ko Bhi Gale Lagana,
    Phirbh Koi Gam De To Muje Phon Lagana.

  37. 537 ali shah Says:

    Amal se bhi maanga wafa se bhi maanga.
    Tujhay yaar teri raza se bhi maanga.
    Na is se kuch mila to dua se bhi maanga.
    Khuda ki qasam tujhay khuda se bhi maanga.

    Mut pooch is ehsaas ki shidat se.
    Maine to bursaat main jultay ghuro ko dekha hai.

  38. 538 usman Says:

    manzlain b us ki theen… rasta b us ka tha…. aik main akaila tha…. qafla b us ka tha… sath sath chalny ki…. soch b us ki thi… phir rasta badlny ka… faisla b us ka tha… aj kiun akeela hoon… dil sawal karta hai… log to usi k thay… kia KHUDA b us ka tha?….

  39. 539 Deep Says:

    Chand lamhon ki mauhlat aur de de
    Mere dardon ko sukoon aane laga hai
    Unki mehfil ka asar kahen ya khuda jaane
    Ab to marne me bhi maja ane laga hai…..

  40. 540 Salim Ali Says:

    shu karwa nafrat karo chho tamari nafarat ma pan prem chhe jo haa
    kahesho to prem karish naa kahesho to mahenat karish jyare tamara laayak thais tyare fari thi offer karish

  41. 541 vky Says:

    Har kadm pe imtehan leti hai zindagi
    Har waqt naye sadme deti hai zindagi
    Ham zindagi se shiqwa karen bhi to kaide
    Aap sa dost bhi to deti hai zindagi ,,,,,,

  42. 542 sitwat Says:

    Aye Dost tu itna badkalam na ho ki kabhi karib se gujrae to dua-salam na ho Dil mai haazaar gila shikva ho Magar Yeh nahi mumkin Tum aao mere ghar mein aur ahitram na ho Haazaar Dusmani Ho tumse,magar Khuda karen Dil mein kabhi ahsaa..sen intekam na ho.sitwat.

  43. 543 Shehri Malik Says:

    wo jo milta hai bhola deta hai jane kia bat ha dil usko dua deta hai pyar se rotay me hansany wala yad ata hai to hanste me rula deta hai oman 95389415

  44. 544 Shehri Malik Says:

    HUM HI NAHI THE PYAR K KABIL
    YA USSE PYAR NIBHAYA NA GAYA
    HUM TO TERE APNE THE PAR
    TUM SE APNA BANAYA NA GAYA
    HUM NE BAS TUM KO DIL DIYA THA PAR
    TUMSE KISI EK SE DIL LAGAYA NA GAYA
    IS TARAH SE TODA MERA DIL
    K EK BHI TUKDA UTHAYA NA GAYA ……..

  45. 545 Shehri Malik Says:

    Yeh toh dilon ki mulaakaat hai,
    Dosti nahi dekhti yeh din hai ki raat hai,
    Isme toh sirf wafaadaari aur jasbaat hai !

  46. 546 sana Says:

    aap ko miss karna roz ki baat hai
    aap ko yaad karna aadat ki baat hai
    aap se door karna kismat ki baat hai
    magar aap ko —- karna himmat ki baat hai

  47. 547 nitin Says:

    Ek sard hawa ka, jhonka tha ke kiya tha wo
    Meri rooh ko zakhm deta huwa jaraha thaw wo

    Main nahi janta tha kay maut kiya cheez hai
    Haan Shaeyed, wahi hawa ka sard sa jhonka hai

    Laga yoon kay maut agai, mujhe jab.
    khabar mili mujhe yun walid kay guzar janay ki jab.

    Yoon hi nahi jantay thay kay zindagi kiya hai,
    unhi kay saye nay hame samjhaya kay zindagi kiya hai,

    Jab wahi saya na raha to kiya raha, zindagi sang.
    sakoon miliga shayad, maut kay sang.

  48. 548 Malik_aakil Says:

    Patni apne pati ko A G kyo kahti he ?
    .
    .
    .
    .
    .
    .
    .
    kyo ki wo sabhy hoti he apne pati ko Bhare bazar me ABE GADHE kahna sabhyata nani he..

  49. 549 sumit kumar verma Says:

    kabhi love mat krna ku ke
    “love is slow poisen”
    or koe dur jata hai to dard hota hai asa ku hota hai…..
    tell me ?///

  50. 550 Hameed khan Madhikhel Says:

    Pakistan Post Office ne
    Saddar zardari
    ke
    Tasveer walay Ticket jaary kr deay.

    Ab
    Awaam Paraishaan Hain
    K
    Thook kis taraf lagaya jae?

Pages: « 12 3 4 5 6 7 8 9 10 [11] 12 » Show All

Leave a Reply